Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_bb8361648e5b61b8a6f1f3d4e1fd86cf, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Melon Mein Phailte Gae Paude Kapas Ke - Khaqan Khavar Poetry In English - Darsaal

Melon Mein Phailte Gae Paude Kapas Ke

melon mein phailte gae paude kapas ke

muhtaj kitne log hain phir bhi libas ke

kya kya na Dubte rahe auron ki zat mein

kya kya muzahire na kiye hum ne pyas ke

har aadmi ko rang se hai in dinon gharaz

qisse purane ho gae phulon ki bas ke

'KHawar' kahin hawa ka na hai dhup ka guzar

unche hain sab makan mere aas pas ke

(400) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Melon Mein Phailte Gae Paude Kapas Ke In English By Famous Poet Khaqan Khavar. Melon Mein Phailte Gae Paude Kapas Ke is written by Khaqan Khavar. Read famous Poem Melon Mein Phailte Gae Paude Kapas Ke for youth and Student by Khaqan Khavar. Free Download Melon Mein Phailte Gae Paude Kapas Ke in PDF.