Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a0496607a3bd7ca1d75d5c869c4157ab, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai - Khan Rizwan Poetry In English - Darsaal

Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai

kabhi mujhe kabhi KHud ko bhula ke dekhta hai

wo apne aap ko bhi aazma ke dekhta hai

talluqat mein apni hai maslahat sab ki

kabhi wo dur kabhi pas aa ke dekhta hai

main ja raha hun bahut dur shahr se apne

wo sun ke baat meri muskura ke dekhta hai

usi ka hukm hai tarik ghar ko rakhne ka

magar charagh-e-dil-o-jaan jala ke dekhta hai

tabah jis ke liye KHud ko kar liya main ne

wahi nazar se mujhe ab gira ke dekhta hai

(484) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai In English By Famous Poet Khan Rizwan. Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai is written by Khan Rizwan. Read famous Poem Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai for youth and Student by Khan Rizwan. Free Download Kabhi Mujhe Kabhi KHud Ko Bhula Ke Dekhta Hai in PDF.