Two Lines Poetry of Khalilur Rahman Azmi - 2 Lines Poetry - Couplets From Khalilur Rahman Azmi
Poet Name | Khalilur Rahman Azmi |
---|---|
Birth Date | 1927 |
Death Date | 1978 |
Birth Place | Aligarh |
Zindagi Bhi Mere Nalon Ki Shanasa Nikli
Zara Jo Tez Chale To Koi Bhi Sath Na Tha
Zahr Pi Kar Bhi Yahan Kis Ko Mili Gham Se Najat
Yun To Marne Ke Liye Zahr Sabhi Pite Hain
Yun Ji Bahal Gaya Hai Teri Yaad Se Magar
Ye Tamanna Nahin Ab Dad-e-hunar De Koi
Ye Sach Hai Aaj Bhi Hai Mujhe Zindagi Aziz
Ye Aur Baat Ki Tark-e-wafa Pe Mail Hain
Yahin Par Dafn Kar Do Is Gali Se Ab Kahan Jaun
Tum Mujhe Chaho Na Chaho Lekin Itna To Karo
Teri Wafa Mein Mili Aarzu-e-maut Mujhe
Teri Sada Ka Hai Sadiyon Se Intizar Mujhe
Teri Gali Se Chhut Ke Na Ja-e-aman Mili
Tere Na Ho Sake To Kisi Ke Na Ho Sake
Tamam Yaaden Mahak Rahi Hain Har Ek Ghuncha Khila Hua Hai
Suna Raha Hun Unhen Jhut-mut Ek Qissa
Nikale Gae Is Ke Mani Hazar
Nigah-e-mehrban Uthti To Hai Sab Ki Taraf Lekin
Nahin Ab Koi Khwab Aisa Teri Surat Jo Dikhlae
Na Jaane Kis Ki Hamein Umr Bhar Talash Rahi
Na Chaho Tum To Har Ek Gam Kitni Diwaren
Mir Ka Tarz Apnaya Sab Ne Lekin Ye Andaz Kahan
Meri Nazar Mein Wahi Mohni Si Murat Hai
Mere Dushman Na Mujhko Bhul Sake
Main Kahan Hun Kuchh Bata De Zindagi Ai Zindagi!
Main Apne Ghar Ko Bulandi Pe Chadh Ke Kya Dekhun
Main Apne Ghar Ko Bulandi Pe Chadh Ke Kya Dekhun
Lakh Sada Sahi Teri Ye Jabin Ki Tahrir
Kyun Har Ghadi Zaban Pe Ho Jurm-o-saza Ka Zikr
Koi Waqt Batla Ki Tujhse Milun