Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2f92a067f84d3a6c8f1bcd9266082341, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Barae Tishna-lab Pani Nahin Hai - Khalid Mahmood Poetry In English - Darsaal

Barae Tishna-lab Pani Nahin Hai

barae tishna-lab pani nahin hai

samundar ka koi sani nahin hai

hamara ghar bhi sahra ho gaya hai

magar 'ghaalib' si virani nahin hai

ragon mein KHun shoKHi kar raha hai

sitara si wo peshani nahin hai

main apne ghar ke andar chain se hun

kisi shai ki farawani nahin hai

nizam-e-jism jamhuri hai 'KHalid'

kisi jazbe ki sultani nahin hai

(437) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Barae Tishna-lab Pani Nahin Hai In English By Famous Poet Khalid Mahmood. Barae Tishna-lab Pani Nahin Hai is written by Khalid Mahmood. Read famous Poem Barae Tishna-lab Pani Nahin Hai for youth and Student by Khalid Mahmood. Free Download Barae Tishna-lab Pani Nahin Hai in PDF.