Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3c75fedaa8833637ea00443176c3e2a8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha - Khalid Iqbal Yasir Poetry In English - Darsaal

Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha

goshmali se kab unhon ne asar liya tha

sarkashon ko jo kaam karna tha kar liya tha

jab utar aae the wo badla utarne par

gin ke ek ek sar ke badle mein sar liya tha

panw chaukhaT se bahar us ne nahin nikale

jis ne wirse mein apni nabzon mein Dar liya tha

apne hathiyar taq mein gar saja diye the

kyun kisi aise shahr mein ja ke ghar liya tha

jis ne shorish mein fatah pai thi us ne yasir

bandiyon se haram-saraon ko bhar liya tha

(480) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha In English By Famous Poet Khalid Iqbal Yasir. Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha is written by Khalid Iqbal Yasir. Read famous Poem Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha for youth and Student by Khalid Iqbal Yasir. Free Download Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha in PDF.