Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d917cbe488b9fe1538e20872ef82b8c9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar - Khalid Iqbal Yasir Poetry In English - Darsaal

Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar

ek daere ki shakl mein khincha hua hisar

yalghaar se kuchh aur bhi badla hua hisar

ek shahr-e-KHwab tha ki jahan qila-band the

aada ki yurishon se tawana hua hisar

chahe rasad ke raste masdud the bahut

jitna baDha muhasara puKHta hua hisar

aabaad bastiyan thin fasilon ke sae mein

aapas mein bastiyon ko milata hua hisar

indar se rah kisi ne dikhai ghanim ko

phir main tha aur samne girta hua hisar

(384) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar In English By Famous Poet Khalid Iqbal Yasir. Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar is written by Khalid Iqbal Yasir. Read famous Poem Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar for youth and Student by Khalid Iqbal Yasir. Free Download Ek Daere Ki Shakl Mein Khincha Hua Hisar in PDF.