Two Lines Poetry of Khalid Iqbal Yasir - 2 Lines Poetry - Couplets From Khalid Iqbal Yasir
Poet Name | Khalid Iqbal Yasir |
---|---|
Birth Date | 1952 |
Zamane Ke Darbar Mein Dast-basta Hua Hai
Yahi Bahut Hai Kisi Tarah Se Bharam Hi Rah Jae Pesh Duniya
Rahti Hai Sath Sath Koi Khush-gawar Yaad
Palat Ke Aae Na Aae Koi Sune Na Sune
Lagta Hai Zinda Rahne Ki Hasrat Gai Nahin
Khud Apni Shakl Dekhe Ek Muddat Ho Gai Mujhko
Jaisi Nigah Thi Teri Waisa Fusun Hua
Inhen Dar-e-khwab-gah Se Kis Liye Hataya
Han Ye Mumkin Hai Magar Itna Zaruri Bhi Nahin
Bura Bhala Wasta Bahar-taur Us Se Kuchh Der To Raha Hai
Bhul Jaana Tha Jise Sabt Hai Dil Par Mere
Aabaad Bastiyan Thin Fasilon Ke Sae Mein