Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5f734a30c78aa5bfc5397ab4764d8a1b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aablon Ki Kirchen - Khalid Ghani Poetry In English - Darsaal

Aablon Ki Kirchen

bahut dinon ke baad

is shahr mein bhaTka hua

bundh bundh banta hua

mazbuti se pakDe hue muzmahil zaKHm-aluda aablon ko

chala raha tha apne kandhon par lade apne nange sar ko

magar raste ke wahshi hangamon ne mujhe toD Dala

bhagne ke sare raste band

KHun ka dabao baDhne laga

tab mere hath se wo gaThri gir paDi

jise main ne bahut sambhaal kar rakha tha

aur mere panw mein kirchen chubh gain

(449) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aablon Ki Kirchen In English By Famous Poet Khalid Ghani. Aablon Ki Kirchen is written by Khalid Ghani. Read famous Poem Aablon Ki Kirchen for youth and Student by Khalid Ghani. Free Download Aablon Ki Kirchen in PDF.