Two Lines Poetry of Khaleel Mamoon - 2 Lines Poetry - Couplets From Khaleel Mamoon
Poet Name | Khaleel Mamoon |
---|---|
Birth Date | 1949 |
Birth Place | Bangalore |
Wo Burai Sab Se Meri Kar Rahe Hain
Tum Nahin Aaoge Khabar Hai Hamein
Tum Ho Khoe Hue Zamane Mein
Teri Kya Ye Haalat Ho Gai Hai Mamun
Shayad Apna Pata Bhi Mil Jae
Sarf Chehra Hi Nazar Aata Hai Aaine Mein
Sab Log Hamein Ek Nazar Aate Hain
Raftar-e-roz-o-shab Se Kahan Tak Nibhaunga
Mujhe To Ishq Hai Phulon Mein Sirf Khushbu Se
Mujhe Pahunchna Hai Bas Apne-ap Ki Had Tak
Meri Tarah Se Ye Bhi Sataya Hua Hai Kya
Mera Wajud O Adam Bhi Ek Hadsa Naya Hai
Masruf-e-gham Hain Kaun-o-makan Jagte Raho
Main Manzilon Se Bahut Dur Aa Gaya Mamun
Lafzon Ka Khazana Bhi Kabhi Kaam Na Aae
Jo Nur Bharte The Zulmat-e-shab Ke Sahra Mein
Jawab Dhund Ke Sare Jahan Se Jab Laute
Jangalon Mein Kahin Kho Jaana Hai
Hazaron Chand Sitare Chamak Gae Hote
Har Ek Kaam Hai Dhoka Har Ek Kaam Hai Khel
Har Ek Jagah Bhatakte Phirenge Sari Umr
Fath Ke Jashn Mein Hain Sab Sarshaar
Dil Mein Umang Aur Irada Koi To Ho
Dard Ke Sahaare Kab Talak Chalenge
Chalna Likha Hai Apne Muqaddar Mein Umr Bhar
Aise Mar Jaen Koi Naqsh Na Chhoden Apna
Aisa Ho Zindagi Mein Koi Khwab Hi Na Ho