Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b935ef6daa9832426905af192d7ecee9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte - Kausar Niyazi Poetry In English - Darsaal

Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte

jab zist ke mushkil lamhon mein apne bhi kinara karte

us waqt bhi hum ai ahl-e-jahan hans hans ke guzara karte hain

sayyaad ne tere asiron ko aaKHir ye kah kar chhoD diya

ye log qafas mein rah kar bhi gulshan ka nazara karte hain

jazbaat mein aa kar marna to mushkil si koi mushkil hi nahin

ai jaan-e-jahan hum tere liye jina bhi gawara karte hain

manjdhaar mein naw Dub gai to maujon se aawaz aai

dariya-e-mohabbat se 'kausar' yun par utara karte hain

(667) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte In English By Famous Poet Kausar Niyazi. Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte is written by Kausar Niyazi. Read famous Poem Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte for youth and Student by Kausar Niyazi. Free Download Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte in PDF.