Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_75fa8566e7c6412d1b632023ed843d93, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hui Hai Mehrban Unki Nazar Aahista Aahista - Karan Singh Karan Poetry In English - Darsaal

Hui Hai Mehrban Unki Nazar Aahista Aahista

hui hai mehrban un ki nazar aahista aahista

hua tai ye mohabbat ka safar aahista aahista

hua rangin mausam ka asar aahista aahista

machalte hain mere qalb-o-nazar aahista aahista

idhar mere dil-e-betab ki baDhti hai betabi

udhar kali ghaTaon ka asar aahista aahista

bahut mohtat ho kar bhi guzar jaenge hum lekin

utar jaegi dil mein wo nazar aahista aahista

'karan' ek rose mere dil ko diwana bana dega

kisi ki mast aankhon ka asar aahista aahista

(746) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hui Hai Mehrban Unki Nazar Aahista Aahista In English By Famous Poet Karan Singh Karan. Hui Hai Mehrban Unki Nazar Aahista Aahista is written by Karan Singh Karan. Read famous Poem Hui Hai Mehrban Unki Nazar Aahista Aahista for youth and Student by Karan Singh Karan. Free Download Hui Hai Mehrban Unki Nazar Aahista Aahista in PDF.