Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_841196aaaae36aa9bd0d40445a75d2b6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-kalam Kahe - Kaleem Aajiz Poetry In English - Darsaal

Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-kalam Kahe

tujhe 'kalim' koi kaise KHush-kalam kahe

jo din ko raat batae sahar ko sham kahe

piye baghair kaho to ye tishna-kaam kahe

wo raaz-e-mai jo surahi kahe na jam kahe

na jaane ruTh ke baiTha hai dil ka chain kahan

mile to us ko hamara koi salam kahe

kahun jo barhaman o shaiKH se haqiqat-e-ishq

KHuda KHuda ye pukare wo ram ram kahe

main gham ki ragni be-waqt bhi agar chheDun

zaban-e-waqt mujhe waqt ka imam kahe

(960) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-kalam Kahe In English By Famous Poet Kaleem Aajiz. Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-kalam Kahe is written by Kaleem Aajiz. Read famous Poem Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-kalam Kahe for youth and Student by Kaleem Aajiz. Free Download Tujhe Kalim Koi Kaise KHush-kalam Kahe in PDF.