Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7b4e58d835e640c21755f04faab969a0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tujhe Kaun Jaanta Tha Meri Dosti Se Pahle - Kaif Bhopali Poetry In English - Darsaal

Tujhe Kaun Jaanta Tha Meri Dosti Se Pahle

tujhe kaun jaanta tha meri dosti se pahle

tera husn kuchh nahin tha meri shairi se pahle

idhar aa raqib mere main tujhe gale laga lun

mera ishq be-maza tha teri dushmani se pahle

kai inqilab aae kai KHush-KHiram guzre

na uThi magar qayamat teri kam-sini se pahle

meri subh ke sitare tujhe DhunDti hain aankhen

kahin raat Das na jae teri raushni se pahle

(2460) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tujhe Kaun Jaanta Tha Meri Dosti Se Pahle In English By Famous Poet Kaif Bhopali. Tujhe Kaun Jaanta Tha Meri Dosti Se Pahle is written by Kaif Bhopali. Read famous Poem Tujhe Kaun Jaanta Tha Meri Dosti Se Pahle for youth and Student by Kaif Bhopali. Free Download Tujhe Kaun Jaanta Tha Meri Dosti Se Pahle in PDF.