Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_dd6480f7351d76a961a40243da01b7d7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wafa Ki Rah Mein Aise Kamal Karti Hun - Jyoti Azad Khatri Poetry In English - Darsaal

Wafa Ki Rah Mein Aise Kamal Karti Hun

wafa ki rah mein aise kamal karti hun

na koi shikwa na koi sawal karti hun

main roz taron se daman sajati hun apna

bahut saliqe se apna KHayal karti hun

ye kab talak yun hi nafrat ka khel kheloge

main leaderon se yahi ek sawal karti hun

ghamon ko apni main ghazlon mein Dhaalti hun bas

ye duniya wale kahe ki kamal karti hun

udasiyon se sada rakh ke fasle 'jyoti'

main aise zist hasin pur-jamal karti hun

(957) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wafa Ki Rah Mein Aise Kamal Karti Hun In English By Famous Poet Jyoti Azad Khatri. Wafa Ki Rah Mein Aise Kamal Karti Hun is written by Jyoti Azad Khatri. Read famous Poem Wafa Ki Rah Mein Aise Kamal Karti Hun for youth and Student by Jyoti Azad Khatri. Free Download Wafa Ki Rah Mein Aise Kamal Karti Hun in PDF.