Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b2e9b43fb2d8d13749e021d6bb8dd13b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mohabbat Ki Hargiz Nahin Haar Hogi - Jyoti Azad Khatri Poetry In English - Darsaal

Mohabbat Ki Hargiz Nahin Haar Hogi

mohabbat ki hargiz nahin haar hogi

bhale lakh duniyan ye diwar hogi

mohabbat nahin jurm koi jahan mein

nazar mein wo phir kyun KHatawar hogi

bhala chain kaise mujhe aaega phir

nahin beach apne jo takrar hogi

bharosa rakhoge KHuda pe jo apne

to kashti samundar se bhi par hogi

yahi main ne apne baDon se hai sikha

nahin hauslon ki kabhi haar hogi

is ummid par ji rahi hai 'jyoti'

kabhi to gharibon ki sarkar hogi

(689) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mohabbat Ki Hargiz Nahin Haar Hogi In English By Famous Poet Jyoti Azad Khatri. Mohabbat Ki Hargiz Nahin Haar Hogi is written by Jyoti Azad Khatri. Read famous Poem Mohabbat Ki Hargiz Nahin Haar Hogi for youth and Student by Jyoti Azad Khatri. Free Download Mohabbat Ki Hargiz Nahin Haar Hogi in PDF.