Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c168da4ecd4fa727914d97c4338261ec, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko - Jurat Qalandar Bakhsh Poetry In English - Darsaal

Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko

saut-e-bulbul dil-e-nalan ne sunai muj ko

sair-e-gul dida-e-giryan ne dikhai muj ko

laun KHatir mein na main saltanat-e-haft-iqlim

us gali ki jo mayassar ho gadai muj ko

wasl mein jis ki nahin chain ye andesha hai

aah dikhlaegi kya us ki laDai muj ko

wasl mein jis ke na tha chain so 'jurat' afsos

wo gaya pas se aur maut na aai muj ko

(940) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko In English By Famous Poet Jurat Qalandar Bakhsh. Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko is written by Jurat Qalandar Bakhsh. Read famous Poem Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko for youth and Student by Jurat Qalandar Bakhsh. Free Download Saut-e-bulbul Dil-e-nalan Ne Sunai Muj Ko in PDF.