Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0cbc6dd4e6af0f35916ba823286d7b51, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
PaDti Hai Nazar Jab Ki Par-o-baal Par Apne - Joshish Azimabadi Poetry In English - Darsaal

PaDti Hai Nazar Jab Ki Par-o-baal Par Apne

paDti hai nazar jab ki par-o-baal par apne

rota hun qafas mein bahut ahwal par apne

ushshaq ke ahwal pe kya us ko nazar hai

wo aap diwana hai KHat-o-KHal par apne

tahsin-e-amal kab use manzur hai ai shaiKH

nazren jo kare aap hi aamal par apne

kis tarah se main pir karun ishq ka dawa

phabti nahin ye baat sin-o-sal par apne

(862) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

PaDti Hai Nazar Jab Ki Par-o-baal Par Apne In English By Famous Poet Joshish Azimabadi. PaDti Hai Nazar Jab Ki Par-o-baal Par Apne is written by Joshish Azimabadi. Read famous Poem PaDti Hai Nazar Jab Ki Par-o-baal Par Apne for youth and Student by Joshish Azimabadi. Free Download PaDti Hai Nazar Jab Ki Par-o-baal Par Apne in PDF.