Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1fce0192a2286e5d6ef9abddbbeb4099, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Is Tund-KHu Se Junhi Meri Aankh LaD Gai - Joshish Azimabadi Poetry In English - Darsaal

Is Tund-KHu Se Junhi Meri Aankh LaD Gai

is tund-KHu se junhi meri aankh laD gai

is dil se aur aql se wohin bigaD gai

kya kahiye tere hathon se ai dast-burd-e-ishq

is dil ki basti baat ke kahte ujaD gai

tera to qaul tha ki na howegi ye tamam

ai saqi do hi ghunT mein bas mai nibaD gai

'joshish' likha main us ko safine par is tarah

goya ki bhuli thi ye ghazal yaad paD gai

(887) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Is Tund-KHu Se Junhi Meri Aankh LaD Gai In English By Famous Poet Joshish Azimabadi. Is Tund-KHu Se Junhi Meri Aankh LaD Gai is written by Joshish Azimabadi. Read famous Poem Is Tund-KHu Se Junhi Meri Aankh LaD Gai for youth and Student by Joshish Azimabadi. Free Download Is Tund-KHu Se Junhi Meri Aankh LaD Gai in PDF.