Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7092d82408accb12a606582a3e756f1f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aaina-e-dil Mein Kuchh Agar Hai - Joshish Azimabadi Poetry In English - Darsaal

Aaina-e-dil Mein Kuchh Agar Hai

aaina-e-dil mein kuchh agar hai

tera hi jamal jalwa-gar hai

hum mar gae teri justuju mein

be-rahm kahan hai tu kidhar hai

rahbar nahin chahti rah-e-ishq

wan shauq hi apna rahbar hai

kyun mare hai laf hajj-e-akbar

apne kiye par bhi kuchh nazar hai

kabe si jagah pahunch phir aaya

tu haji nahin hai gidi KHar hai

us dar hi ki aarzu mein 'joshish'

ye musht-e-ghubar dar-ba-dar hai

(816) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aaina-e-dil Mein Kuchh Agar Hai In English By Famous Poet Joshish Azimabadi. Aaina-e-dil Mein Kuchh Agar Hai is written by Joshish Azimabadi. Read famous Poem Aaina-e-dil Mein Kuchh Agar Hai for youth and Student by Joshish Azimabadi. Free Download Aaina-e-dil Mein Kuchh Agar Hai in PDF.