Two Lines Poetry of Josh Malihabadi - 2 Lines Poetry - Couplets From Josh Malihabadi (page 1)
Poet Name | Josh Malihabadi |
---|---|
Birth Date | 1898 |
Death Date | 1982 |
Zara Aahista Le Chal Karwan-e-kaif-o-masti Ko
Wo Karen Bhi To Kin Alfaz Mein Tera Shikwa
Wahan Se Hai Meri Himmat Ki Ibtida Wallah
Usne Wada Kiya Hai Aane Ka
Tabassum Ki Saza Kitni Kadi Hai
Subut Hai Ye Mohabbat Ki Sada-lauhi Ka
Soz-e-gham De Ke Mujhe Usne Ye Irshad Kiya
Sirf Itne Ke Liye Aankhen Hamein Bakhshi Gain
Shabab-e-rafta Ke Qadam Ki Chap Sun Raha Hun Main
Pahchan Gaya Sailab Hai Uske Sine Mein Armanon Ka
Mujhko To Hosh Nahin Tumko Khabar Ho Shayad
Mile Jo Waqt To Ai Rah-raw-e-rah-e-iksir
Mila Jo Mauqa To Rok Dunga Jalal Roz-e-hisab Tera
Mere Rone Ka Jis Mein Qissa Hai
Mahfil-e-ishq Mein Wo Nazish-e-dauran Aaya
Koi Aaya Teri Jhalak Dekhi
Kisi Ka Ahd-e-jawani Mein Parsa Hona
Kashti-e-mai Ko Hukm-e-rawani Bhi Bhej Do
Kaam Hai Mera Taghayyur Nam Hai Mera Shabab
Jitne Gada-nawaz The Kab Ke Guzar Chuke
Itna Manus Hun Fitrat Se Kali Jab Chatki
Is Ka Rona Nahin Kyun Tumne Kiya Dil Barbaad
Is Dil Mein Tere Husn Ki Wo Jalwagari Hai
Insan Ke Lahu Ko Piyo Izn-e-am Hai
Idhar Teri Mashiyyat Hai Udhar Hikmat Rasulon Ki
Hum Gae The Us Se Karne Shikwa-e-dard-e-firaq
Hum Aise Ahl-e-nazar Ko Subut-e-haq Ke Liye
Har Ek Kante Pe Surkh Kirnen Har Ek Kali Mein Charagh Raushan
Han Aasman Apni Bulandi Se Hoshiyar
Had Hai Apni Taraf Nahin Main Bhi