Two Lines Poetry of Jitendra Mohan Sinha Rahbar - 2 Lines Poetry - Couplets From Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Poet Name | Jitendra Mohan Sinha Rahbar |
---|---|
Birth Date | 1911 |
Death Date | 1993 |
Birth Place | Lucknow |
Zamana Ye Aa Gaya Hai Rahbar Ki Ahl-e-binash Ko Kaun Puchhe
Tu Ne Hi Rah Na Dikhai To Dikhaega Kaun
Tang Paimai Ka Shikwa Saqi-e-azali Se Kiya
Sukhan-sazi Mein Lazim Hai Kamal-e-ilm-o-fan Hona
Phir Wahi Sauda Wahi Wahshat Wahi Tarz-e-junun
Mohabbat Si Shai Usne Mujhko Ata Ki
Mohabbat Mein Nahin Hai Ibtida Ya Intiha Koi
Mahw-e-didar Hue Jate Hain Rah-rau Sare
Khinchte Jate Hain Khud Meri Jaanib
Kaisi Kashish Hai Ishq Ke Tute Mazar Mein
Hum Ru-ba-ru-e-shama Hain Is Intizar Mein
Har Shai Mein Har Bashar Mein Nazar Aa Raha Hai Tu
Hai Fahm Us Ka Jo Har Insan Ke Dil Ki Zaban Samjhe
Farishta Har Bashar Ko Har Zamin Ko Aasman Samjhe
Ek Aansu Bhi Agar Ro De To Jaanun Tujhko
Dozakh Se Bhi Kharab Kahun Main Bahisht Ko
Dil Us Ka Jigar Us Ka Hai Jaan Uski Hum Uske
Chhupe Hain Sat Pardon Mein Ye Sab Kahne Ki Baaten Hain
Aaya Unhen Pasand To Un Ka Hi Ho Gaya
Aankhon Aankhon Mein Pila Di Mere Saqi Ne Mujhe