Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cc6929d71511e1473d248bddec698b68, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Pahla Qadam - Jeem Jazil Poetry In English - Darsaal

Pahla Qadam

koi Dar tha na fikr thi koi

man ki ungli thi mere hathon mein

zindagi ke safar ka pahla qadam

aadhe panw se jab uThaya tha

kitna KHush tha main khilkhilaya tha

aur ek umr ho gai ab to

man ki ungli nahin hai hathon mein

han magar rasta giraft mein hai

pure panw se chal raha hun main

phir bhi girne se Dar raha hun main

(858) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Pahla Qadam In English By Famous Poet Jeem Jazil. Pahla Qadam is written by Jeem Jazil. Read famous Poem Pahla Qadam for youth and Student by Jeem Jazil. Free Download Pahla Qadam in PDF.