Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1ac7034eb39151e715c903ae2b6184bf, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Aaina Koi Dekho Ek Ajnabi Dekho - Javed Akhtar Poetry In English - Darsaal

Jab Aaina Koi Dekho Ek Ajnabi Dekho

jab aaina koi dekho ek ajnabi dekho

kahan pe lai hai tum ko ye zindagi dekho

mohabbaton mein kahan apne waste fursat

jise bhi chahe wo chahe meri KHushi dekho

jo ho sake to ziyaada hi chahna mujh ko

kabhi jo meri mohabbat mein kuchh kami dekho

jo dur jae to gham hai jo pas aae to dard

na jaane kya hai wo kambaKHt aadmi dekho

ujala to nahin kah sakte is ko hum lekin

zara si kam to hui hai ye tirgi dekho

(1754) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Aaina Koi Dekho Ek Ajnabi Dekho In English By Famous Poet Javed Akhtar. Jab Aaina Koi Dekho Ek Ajnabi Dekho is written by Javed Akhtar. Read famous Poem Jab Aaina Koi Dekho Ek Ajnabi Dekho for youth and Student by Javed Akhtar. Free Download Jab Aaina Koi Dekho Ek Ajnabi Dekho in PDF.