Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5d5ace80547c4247d92e488cf5d59ad5, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sar-e-sahra Habab Beche Hain - Jaun Eliya Poetry In English - Darsaal

Sar-e-sahra Habab Beche Hain

sar-e-sahra habab beche hain

lab-e-dariya sarab beche hain

aur to kya tha bechne ke liye

apni aankhon ke KHwab beche hain

KHud sawal un labon se kar ke miyan

KHud hi un ke jawab beche hain

zulf-kuchon mein shana-kush ne tere

kitne hi pech-o-tab beche hain

shahr mein hum KHarab haalon ne

haal apne KHarab beche hain

jaan-e-man teri be-naqabi ne

aaj kitne naqab beche hain

meri fariyaad ne sukut ke sath

apne lab ke azab beche hain

(2664) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sar-e-sahra Habab Beche Hain In English By Famous Poet Jaun Eliya. Sar-e-sahra Habab Beche Hain is written by Jaun Eliya. Read famous Poem Sar-e-sahra Habab Beche Hain for youth and Student by Jaun Eliya. Free Download Sar-e-sahra Habab Beche Hain in PDF.