Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d4cd865dfc3f0ae47891bac7e6dc6f98, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nahin Nibahi KHushi Se Ghami Ko ChhoD Diya - Jaun Eliya Poetry In English - Darsaal

Nahin Nibahi KHushi Se Ghami Ko ChhoD Diya

nahin nibahi KHushi se ghami ko chhoD diya

tumhaare baad bhi main ne kai ko chhoD diya

hon jo bhi jaan ki jaan wo guman hote hain

sabhi the jaan ki jaan aur sabhi ko chhoD diya

shuur ek shuur-e-fareb hai so to hai

gharaz ki aagahi na-agahi ko chhoD diya

KHayal-o-KHwab ki andeshgi ke sukh jhele

KHayal-o-KHwab ki andeshgi ko chhoD diya

(1814) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nahin Nibahi KHushi Se Ghami Ko ChhoD Diya In English By Famous Poet Jaun Eliya. Nahin Nibahi KHushi Se Ghami Ko ChhoD Diya is written by Jaun Eliya. Read famous Poem Nahin Nibahi KHushi Se Ghami Ko ChhoD Diya for youth and Student by Jaun Eliya. Free Download Nahin Nibahi KHushi Se Ghami Ko ChhoD Diya in PDF.