Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8358dac36e6cd1b672a86d955791060e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Rahe Par Nahin Rahe Aabaad - Jaun Eliya Poetry In English - Darsaal

Hum Rahe Par Nahin Rahe Aabaad

hum rahe par nahin rahe aabaad

yaad ke ghar nahin rahe aabaad

kitni aankhen huin halak-e-nazar

kitne manzar nahin rahe aabaad

hum ki ai dil-suKHan the sar-ta-pa

hum labon par nahin rahe aabaad

shahr-e-dil mein ajab mohalle the

un mein aksar nahin rahe aabaad

jaane kya waqia hua kyun log

apne andar nahin rahe aabaad

(4335) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Rahe Par Nahin Rahe Aabaad In English By Famous Poet Jaun Eliya. Hum Rahe Par Nahin Rahe Aabaad is written by Jaun Eliya. Read famous Poem Hum Rahe Par Nahin Rahe Aabaad for youth and Student by Jaun Eliya. Free Download Hum Rahe Par Nahin Rahe Aabaad in PDF.