Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c3e2a61b4ffaa1971679010ff769e7ac, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aadmi Waqt Par Gaya Hoga - Jaun Eliya Poetry In English - Darsaal

Aadmi Waqt Par Gaya Hoga

aadmi waqt par gaya hoga

waqt pahle guzar gaya hoga

wo hamari taraf na dekh ke bhi

koi ehsan dhar gaya hoga

KHud se mayus ho ke baiTha hun

aaj har shaKHs mar gaya hoga

sham tere dayar mein aaKHir

koi to apne ghar gaya hoga

marham-e-hijr tha ajab iksir

ab to har zaKHm bhar gaya hoga

(2084) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aadmi Waqt Par Gaya Hoga In English By Famous Poet Jaun Eliya. Aadmi Waqt Par Gaya Hoga is written by Jaun Eliya. Read famous Poem Aadmi Waqt Par Gaya Hoga for youth and Student by Jaun Eliya. Free Download Aadmi Waqt Par Gaya Hoga in PDF.