Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7e7ff6e05f8c9156662659e249e38ca5, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kahni Hai Ek Baat Dil-e-shad-kaam Se - Jamal Ehsani Poetry In English - Darsaal

Kahni Hai Ek Baat Dil-e-shad-kaam Se

kahni hai ek baat dil-e-shad-kaam se

tang aa gaya hun yar mohabbat ke nam se

main hun ki mujh ko dida-e-bina ka rog hai

aur log hain ki kaam unhen apne kaam se

ushshaq hain ki marne ki lazzat se hain niDhaal

shamshir hai ki nikli nahin hai niyam se

jab us ne ja ke pahlu-e-gul mein nashist ki

baad-e-saba bichhaD gai apne KHiram se

wahshat ek aur hai mujhe hijrat se bhi siwa

ham-KHana mutmain nahin mere qayam se

(941) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kahni Hai Ek Baat Dil-e-shad-kaam Se In English By Famous Poet Jamal Ehsani. Kahni Hai Ek Baat Dil-e-shad-kaam Se is written by Jamal Ehsani. Read famous Poem Kahni Hai Ek Baat Dil-e-shad-kaam Se for youth and Student by Jamal Ehsani. Free Download Kahni Hai Ek Baat Dil-e-shad-kaam Se in PDF.