Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_caaca419dc2e5fa33016e6db43bf4fba, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ghar Se Jata Hun Roz Sham Se Main - Jamal Ehsani Poetry In English - Darsaal

Ghar Se Jata Hun Roz Sham Se Main

ghar se jata hun roz sham se main

raat bhar ke programme se main

ai meri jaan-e-intishaar-pasand

tang hun tere intizam se main

ye jo laDta-jhagaDta hun sab se

bach raha hun qubul-e-am se main

main utara gaya tha arsh se aur

farsh par gir paDa dhaDam se main

shakl ka lahiqa nahin ham-rah

jaana jata hun sirf nam se main

kya kahun ubne laga hun 'jamal'

ek hi jaise subh o sham se main

(840) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Ghar Se Jata Hun Roz Sham Se Main In English By Famous Poet Jamal Ehsani. Ghar Se Jata Hun Roz Sham Se Main is written by Jamal Ehsani. Read famous Poem Ghar Se Jata Hun Roz Sham Se Main for youth and Student by Jamal Ehsani. Free Download Ghar Se Jata Hun Roz Sham Se Main in PDF.