Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_df6cffa19e3287cf7638b800d3450f22, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-o-rah Nahin - Jaleel 'Aali' Poetry In English - Darsaal

Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-o-rah Nahin

mujhe KHushi hai meri us se rasm-o-rah nahin

wo shaKHs dil se kisi ka bhi KHair-KHwah nahin

sabhi KHamosh hain aapas ki dushmani mein yahan

kisi ki be-gunahi ka koi gawah nahin

wo mansabon ki hawa mein hai kisi tarah samjhe

ghulam shahr mein koi bhi kaj-kulah nahin

hum apne shauq diyon ki salamti chahen

kisi ke anjum-o-mahtab par nigah nahin

ana ke mol na taKHt-e-shahi bhi le aaen

wagarna kis ko tamanna-e-nam-o-jah nahin

(726) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-o-rah Nahin In English By Famous Poet Jaleel 'Aali'. Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-o-rah Nahin is written by Jaleel 'Aali'. Read famous Poem Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-o-rah Nahin for youth and Student by Jaleel 'Aali'. Free Download Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-o-rah Nahin in PDF.