Two Lines Poetry of Jaleel 'Aali' - 2 Lines Poetry - Couplets From Jaleel 'Aali'
Poet Name | Jaleel 'Aali' |
---|---|
Birth Date | 1945 |
Birth Place | Rawalpindi |
Zara Si Baat Par Said-e-ghubar-e-yas Hona
Ye Shahr-e-tilismat Hai Kuchh Kah Nahin Sakte
Waqt Deta Hai Jo Pahchan To Ye Dekhta Hai
Use Dil Se Bhala Dena Zaruri Ho Gaya Hai
Tumhaara Kya Tumhein Aasan Bahut Raste Badalna Hai
To Zindagi Ko Jien Kyun Na Zindagi Ki Tarah
Rasta Sochte Rahne Se Kidhar Banta Hai
Rasta Aage Bhi Le Jata Nahin
Pyar Wo Ped Hai Sau Bar Ukhado Dil Se
Kya Kya Dilon Ka Khauf Chhupana Pada Hamein
Jaan Khapate Hain Gham-e-ishq Mein Khush Khush Aali
Ishq Khud Sikhata Hai Sari Hikmaten Aali
Hum Ki Hain Naqsh Sar-e-reg-e-rawank Kya Jaane
Ghurur-e-ishq Mein Ek Inkisar-e-faqr Bhi Hai
Dil Pe Kuchh Aur Guzarti Hai Magar Kya Kije
Dil Aabaad Kahan Rah Pae Uski Yaad Bhula Dene Se
Apne Diye Ko Chand Batane Ke Waste
Aali Sher Ho Ya Afsana Ya Chahat Ka Tana Bana