Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5a108b6f37623113001cf91ba93ad1e3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ye Kaenat Ye Bazm-e-zuhur Kuchh Bhi Nahin - Jalaluddin Akbar Poetry In English - Darsaal

Ye Kaenat Ye Bazm-e-zuhur Kuchh Bhi Nahin

ye kaenat ye bazm-e-zuhur kuchh bhi nahin

teri nazar mein nahin hai jo nur kuchh bhi nahin

nigah agar ho to har zarre mein hazaron tur

nigah agar na ho baala-e-tur kuchh bhi nahin

ye qurb o bod ba-miqdar-e-shauq salik hain

jise tu dur samajhta hai dur kuchh bhi nahin

(680) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Ye Kaenat Ye Bazm-e-zuhur Kuchh Bhi Nahin In English By Famous Poet Jalaluddin Akbar. Ye Kaenat Ye Bazm-e-zuhur Kuchh Bhi Nahin is written by Jalaluddin Akbar. Read famous Poem Ye Kaenat Ye Bazm-e-zuhur Kuchh Bhi Nahin for youth and Student by Jalaluddin Akbar. Free Download Ye Kaenat Ye Bazm-e-zuhur Kuchh Bhi Nahin in PDF.