Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6aee4f3d0850b079ab00a9ec678dec13, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kab IsMein Shak Mujhe Hai Jo Lazzat Hai Qal Mein - Jagan Nath Azad Poetry In English - Darsaal

Kab IsMein Shak Mujhe Hai Jo Lazzat Hai Qal Mein

kab is mein shak mujhe hai jo lazzat hai qal mein

lekin wo baat is mein kahan hai jo haal mein

dil hai mera ki marka-e-kufr-o-din koi

ek umr kaT gai hai jawab o sawal mein

allah re be-KHudi ki tere ghar ke aas-pas

har dar pe di sada tere dar ke KHayal mein

do nam ek kaifiyat-e-jazb-e-dil ke hain

bas farq is qadar hai firaq o visal mein

aae wo kitni bar nigahon ke ru-ba-ru

us ke libas mein kabhi us ke jamal mein

(847) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kab IsMein Shak Mujhe Hai Jo Lazzat Hai Qal Mein In English By Famous Poet Jagan Nath Azad. Kab IsMein Shak Mujhe Hai Jo Lazzat Hai Qal Mein is written by Jagan Nath Azad. Read famous Poem Kab IsMein Shak Mujhe Hai Jo Lazzat Hai Qal Mein for youth and Student by Jagan Nath Azad. Free Download Kab IsMein Shak Mujhe Hai Jo Lazzat Hai Qal Mein in PDF.