Two Lines Poetry of Jagan Nath Azad - 2 Lines Poetry - Couplets From Jagan Nath Azad
Poet Name | Jagan Nath Azad |
---|---|
Birth Date | 1918 |
Death Date | 2004 |
Tumhein Kuchh Isko Khabar Bhi Hai Ai Chaman Walo
Sukun-e-dil Jahan-e-besh-o-kam Mein Dhundne Wale
Main Kya Karun Ki Zabt-e-tamanna Ke Bawajud
Kinare Hi Se Tufan Ka Tamasha Dekhne Wale
Is Se Ziyaada Daur-e-junun Ki Khabar Nahin
Humne Bura Bhala Hi Sahi Kaam To Kiya
Ek Bar Agar Qafas Ki Hawa Ras Aa Gai
Dhundhne Par Bhi Na Milta Tha Mujhe Apna Wajud
Chalte Rahe Hum Tund Hawaon Ke Muqabil
Bahaar Aate Hi Takrane Lage Kyun Saghar O Mina
Bahaar Aai Hai Aur Meri Nigahen Kanp Utthin Hain
Allah Re Be-khudi Ki Tere Ghar Ke Aas-pas