Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e332f2118f38b1d45a691c7c6bbb0eb7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Chale Jaiyega Meri Anjuman Se - Jafar Abbas Safvi Poetry In English - Darsaal

Chale Jaiyega Meri Anjuman Se

chale jaiyega meri anjuman se

ye kya sun hun tumhaare dahan se

bahaaron ko rangin banaya hai hum ne

kahan jaen ahl-e-chaman hum chaman se

kahen kis se hum kasmapursi ka aalam

watan mein hain lekin gharib-ul-watan se

mohabbat ke tohfe samajh kar liye hain

mile jis qadar ranj dar-e-mehan se

ye hi hoga aaKHir taghaful ka hasil

utar jaoge ek din mere man se

ye mahsus hota hai sahra mein rah kar

talluq hi jaise nahin tha chaman se

suna kar ghazal aaj mahfil mein 'jafar'

mujhe dad leni hai ahl-e-suKHan se

(795) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Chale Jaiyega Meri Anjuman Se In English By Famous Poet Jafar Abbas Safvi. Chale Jaiyega Meri Anjuman Se is written by Jafar Abbas Safvi. Read famous Poem Chale Jaiyega Meri Anjuman Se for youth and Student by Jafar Abbas Safvi. Free Download Chale Jaiyega Meri Anjuman Se in PDF.