Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f904f86e6fac789220f7123579ba914f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hawwa Ki BeTi Ka Pahla Dukh - Ishrat Afreen Poetry In English - Darsaal

Hawwa Ki BeTi Ka Pahla Dukh

raaton ko

jab ham-sae ke ghar se

bachche ke rone ki aawazen aati hain

to meri aankhen bhigne lagti hain

aur mere andar

ek bhuka ehsas bhaDakne lagta hai

tab meri maryamiyat us ko bahlati hai

aur mere andar ki sara

in pyasi aashaon ke liye

kahin sagar DhunDne jati hai

mujhe apni man yaad aati hai

(1463) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hawwa Ki BeTi Ka Pahla Dukh In English By Famous Poet Ishrat Afreen. Hawwa Ki BeTi Ka Pahla Dukh is written by Ishrat Afreen. Read famous Poem Hawwa Ki BeTi Ka Pahla Dukh for youth and Student by Ishrat Afreen. Free Download Hawwa Ki BeTi Ka Pahla Dukh in PDF.