Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_93194f4b677fb9536ccef95d468d7f00, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Lag Rahi Jis Tarah Lala Ke Sare Ban Ko Aag - Ishq Aurangabadi Poetry In English - Darsaal

Lag Rahi Jis Tarah Lala Ke Sare Ban Ko Aag

lag rahi jis tarah lala ke sare ban ko aag

dil ko apne dagh dew ai aashiqo aur tan ko aag

gul pe ye shabnam nahin pani chhiDakti hai bahaar

hae-re kinne lagai aa ke is gulshan ko aag

hum siyah-baKHton ka kyun-kar raegan jawe wabaal

sham nin phuli ye lagi hai falak ke tan ko aag

chal 'yaqin' ki baat par ai 'ishq' hum bhi jal maren

kya hi phula hai palas aur lag rahi hai ban ko aag

(671) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Lag Rahi Jis Tarah Lala Ke Sare Ban Ko Aag In English By Famous Poet Ishq Aurangabadi. Lag Rahi Jis Tarah Lala Ke Sare Ban Ko Aag is written by Ishq Aurangabadi. Read famous Poem Lag Rahi Jis Tarah Lala Ke Sare Ban Ko Aag for youth and Student by Ishq Aurangabadi. Free Download Lag Rahi Jis Tarah Lala Ke Sare Ban Ko Aag in PDF.