Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fbf81e86449d85072fa2fcbd4d194b95, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ishq Se Ki Ye Dil-e-Khaali Ne Bhar Jaane Mein Dhum - Ishq Aurangabadi Poetry In English - Darsaal

Ishq Se Ki Ye Dil-e-Khaali Ne Bhar Jaane Mein Dhum

ishq se ki ye dil-e-KHali ne bhar jaane mein dhum

Dale jyun kam-zarf mai ke ek do paimane mein dhum

shor tab basti mein tha atfal ke pathraw ka

ab diwane dil ne Dala ja ke virane mein dhum

dil siyah-mast-e-junun hai jab se yun Dala hai shor

jiyun ho fil-e-mast ki zanjir khul jaane mein dhum

dil mein yun aati hai teri yaad ai yar-e-aziz

misr mein jyun hazrat-e-yusuf ki thi aane mein dhum

kam numa rahta hai tu hum se hilal-e-id sa

jach gai dil mein teri abru nazar aane mein dhum

'ishq' ke daghon ne ki hai dil ke gulshan mein bahaar

hogi kya lala ki yan tashrif farmane mein dhum

(847) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ishq Se Ki Ye Dil-e-Khaali Ne Bhar Jaane Mein Dhum In English By Famous Poet Ishq Aurangabadi. Ishq Se Ki Ye Dil-e-Khaali Ne Bhar Jaane Mein Dhum is written by Ishq Aurangabadi. Read famous Poem Ishq Se Ki Ye Dil-e-Khaali Ne Bhar Jaane Mein Dhum for youth and Student by Ishq Aurangabadi. Free Download Ishq Se Ki Ye Dil-e-Khaali Ne Bhar Jaane Mein Dhum in PDF.