Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b7931d1e87461491160dbdb5ca131cf7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bandhte Shaeri Mein Ho Til Ko - Irshad Khan ’Sikandar’ Poetry In English - Darsaal

Bandhte Shaeri Mein Ho Til Ko

bandhte shaeri mein ho til ko

kya koi ras aa gaya dil ko

jaanti hain ki ab widai hai

kashtiyan chumti hain sahil ko

kaam sab ho gae mere aasan

kaun samjhega meri mushkil ko

panw mein aankh to nahin phir bhi

dekhte hain qadam ye manzil ko

sham hai main hun band kamra hai

DhunDhte hain charag mahfil ko

gham se ek umr ke marasim hain

toD dun kaise main salasil ko

dekh kar ro paDa meri haalat

kaun sa gham hai mere qatil ko

(1021) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bandhte Shaeri Mein Ho Til Ko In English By Famous Poet Irshad Khan ’Sikandar’. Bandhte Shaeri Mein Ho Til Ko is written by Irshad Khan ’Sikandar’. Read famous Poem Bandhte Shaeri Mein Ho Til Ko for youth and Student by Irshad Khan ’Sikandar’. Free Download Bandhte Shaeri Mein Ho Til Ko in PDF.