Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d6971d6865058917afc5901206b7f55a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nachiz Bhi KHuban Se Mulaqat Mein Gum Hai - Irfan Siddiqi Poetry In English - Darsaal

Nachiz Bhi KHuban Se Mulaqat Mein Gum Hai

nachiz bhi KHuban se mulaqat mein gum hai

majzub zara sair-e-maqamat mein gum hai

kya shama jalata hai ki ai daulat-e-shab-e-tab

kal subh ka suraj to teri gat mein gum hai

khulte hi nahin lams pe us jism ke asrar

sayyah ajab shahr-e-tilismat mein gum hai

main Dub gaya jab tere paikar mein to TuTa

ye wahm ki tu KHud hi meri zat mein gum hai

ya husn hi is shahr mein kafir nahin hota

ya ishq yahan izzat-e-sadat mein gum hai

(736) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nachiz Bhi KHuban Se Mulaqat Mein Gum Hai In English By Famous Poet Irfan Siddiqi. Nachiz Bhi KHuban Se Mulaqat Mein Gum Hai is written by Irfan Siddiqi. Read famous Poem Nachiz Bhi KHuban Se Mulaqat Mein Gum Hai for youth and Student by Irfan Siddiqi. Free Download Nachiz Bhi KHuban Se Mulaqat Mein Gum Hai in PDF.