Two Lines Poetry of Irfan Siddiqi - 2 Lines Poetry - Couplets From Irfan Siddiqi (page 1)
Poet Name | Irfan Siddiqi |
---|---|
Birth Date | 1939 |
Death Date | 2004 |
Ye Hu Ka Waqt Ye Jangal Ghana Ye Kali Raat
Wo Jo Ek Shart Thi Wahshat Ki Utha Di Gai Kya
Wagarna Tang Na Thi Ishq Par Khuda Ki Zamin
Utho Ye Manzar-e-shab-tab Dekhne Ke Liye
Usko Rahta Hai Hamesha Mari Wahshat Ka Khayal
Usko Manzur Nahin Hai Meri Gumrahi Bhi
Uski Aankhen Hain Ki Ek Dubne Wala Insan
Us Se Bichhde To Tumhein Koi Na Pahchanega
Ude To Phir Na Milenge Rafaqaton Ke Parind
Udas Khushk Labon Par Laraz Raha Hoga
Tum Suno Ya Na Suno Hath Badhao Na Badhao
Tum Se Mile To Khud Se Ziyaada
Tum Parindon Se Ziyaada To Nahin Ho Aazad
Tujhko Supurdagi Mein Simatna Bhi Hai Zarur
Tu Ek Charagh-e-jahan-e-digar Hai Kya Jaane
Tere Siwa Koi Kaise Dikhai De Mujhko
Suna Tha Maine Ki Fitrat Khala Ki Dushman Hai
Shoala-e-ishq Bujhana Bhi Nahin Chahta Hai
Sham-e-khema Koi Zanjir Nahin Ham-safaran
Sarhaden Achchhi Ki Sarhad Pe Na Rukna Achchha
Sar Agar Sar Hai To Nezon Se Shikayat Kaisi
Samundar Ada-fahm Tha Ruk Gaya
Sab Ko Nishana Karte Karte
Rup Ki Dhup Kahan Jati Hai Malum Nahin
Ruh Ko Ruh Se Milne Nahin Deta Hai Badan
Ret Par Thak Ke Gira Hun To Hawa Puchhti Hai
Rafaqaton Ko Zara Sochne Ka Mauqa Do
Raat Ko Jit To Pata Nahin Lekin Ye Charagh
Mujhe Ye Zindagi Nuqsan Ka Sauda Nahin Lagti
Mere Hone Mein Kisi Taur Se Shamil Ho Jao