Two Lines Poetry of Irfan Sattar - 2 Lines Poetry - Couplets From Irfan Sattar

Two Lines Poetry of Irfan Sattar - 2 Lines Poetry - Couplets From Irfan Sattar
Poet NameIrfan Sattar
Birth Date1968
Birth PlaceCanada

Zara Ahl-e-junun Aao Hamein Rasta Sujhao

Yunhi Ruka Tha Dam Lene Ko, Tumne Kya Samjha?

Ye Umr Ki Hai Basar Kuchh Ajab Tawazun Se

Ye Kaise Malbe Ke Niche Daba Diya Gaya Hun

Yahan Jo Hai Kahan Us Ka Nishan Baqi Rahega

Wo Jis Ne Mujhko Tere Hijr Mein Bahaal Rakha

Use Bataya Nahin Hijr Mein Jo Haal Hua

Tumhein Fursat Ho Duniya Se To Humse Aa Ke Milna

Tum Aa Gae Ho To Ab Aaina Bhi Dekhenge

Teri Surat Mein Tujhe Dhund Raha Hun Main Bhi

Tere Mazi Ke Sath Dafn Kahin

Talluqat Ke Barzakh Mein Ain-mumkin Hai

Tab-e-yak-lahza Kahan Husn-e-junun-khez Ke Pesh

Rakh Ke Dher Pe Kya Shoala-bayani Karte

Raaz-e-haq Fash Hua Mujh Pe Bhi Hote Hote

Nahin Nahin Main Bahut Khush Raha Hun Tere Baghair

Mujhe Dukh Hai Ki Zakhm O Ranj Ke Is Jamghate Mein

Main Tujhse Sath Bhi To Umar Bhar Ka Chahta Tha

Main Jag Jag Ke Kis Kis Ka Intizar Karun

Kya Bataun Ki Jo Hangama Bapa Hai Mujh Mein

Koi Mila To Kisi Aur Ki Kami Hui Hai

Kisi Aahat Mein Aahat Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin Ab

Kis Ajab Saat-e-nayab Mein Aaya Hua Hun

Jo Aql Se Badan Ko Mili Thi, Wo Thi Hawas

Ismein Nahin Hai Dakhl Koi Khauf O Hirs Ka

Har Ek Ranj Usi Bab Mein Kiya Hai Raqam

Han Khuda Hai, Ismein Koi Shak Ki Gunjaish Nahin

Ek Chubhan Hai Ki Jo Bechain Kiye Rahti Hai

Aabaad Mujh Mein Tere Siwa Aur Kaun Hai?

Irfan Sattar Couplets poetry - Read Best Poems & Love Couplets of Irfan Sattar in English including Sad Poetry, Romantic Couplets, Love Poems and SMS. Largest Collection of Irfan Sattar Couplets in English for Boys, Girls, Men and Women. List of Irfan Sattar Couplets on love, hope and inspiration. Free Download Islamic Poetry written by Irfan Sattar in English.