Two Lines Poetry of Iqbal Sajid - 2 Lines Poetry - Couplets From Iqbal Sajid
Poet Name | Iqbal Sajid |
---|---|
Birth Date | 1932 |
Death Date | 1988 |
Birth Place | Lahore |
Ye Tere Ashaar Teri Manawi Aulad Hain
Wo Chand Hai To Aks Bhi Pani Mein Aaega
Wo Bolta Tha Magar Lab Nahin Hilata Tha
Usne Bhi Kai Roz Se Khwahish Nahin Odhi
Suraj Hun Zindagi Ki Ramaq Chhod Jaunga
Suraj Hun Chamakne Ka Bhi Haq Chahiye Mujhko
Saza To Milna Thi Mujhko Barahana Lafzon Ki
Sajid Tu Phir Se Khana-e-dil Mein Talash Kar
Roe Hue Bhi Un Ko Kai Sal Ho Gae
Pyaso Raho Na Dasht Mein Barish Ke Muntazir
Pyar Karne Bhi Na Paya Tha Ki Ruswai Mili
Pichhle Baras Bhi Boi Thin Lafzon Ki Khetiyan
Padhte Padhte Thak Gae Sab Log Tahriren Meri
Musalsal Jagne Ke Baad Khwahish Ruth Jati Hai
Mujh Pe Patthar Phenkne Walon Ko Tere Shahr Mein
Mom Ki Sidhi Pe Chadh Kar Chhu Rahe The Aaftab
Mile Mujhe Bhi Agar Koi Sham Fursat Ki
Mere Hi Harf Dikhate The Meri Shakl Mujhe
Mere Ghar Se Ziyaada Dur Sahra Bhi Nahin Lekin
Mara Kisi Ne Sang To Thokar Lagi Mujhe
Main Tere Dar Ka Bhikari Tu Mere Dar Ka Faqir
Main Khun Baha Kar Bhi Hua Bagh Mein Ruswa
Main Aaina Banunga Tu Patthar Uthaega
Kat Gaya Jism Magar Sae To Mahfuz Rahe
Jaise Har Chehre Ki Aankhen Sar Ke Pichhe Aa Lagin
Indar Thi Jitni Aag Wo Thandi Na Ho Saki
Hote Hi Sham Jalne Laga Yaad Ka Alao
Ghurbat Ki Tez Aag Pe Aksar Pakai Bhuk
Fikr-e-mear-e-sukhan Bais-e-azar Hui
Ek Bhi Khwahish Ke Hathon Mein Na Mehndi Lag Saki