Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_88351bfcd51b6563ea55cd44e5b7675d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain - Iqbal Kaifi Poetry In English - Darsaal

Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain

sahil ke talabgar bhi kya KHub rahe hain

kahte the na Dubenge magar Dub rahe hain

tu lakh rahe ahl-e-mohabbat se gurezan

hum log tere nam se mansub rahe hain

dekha hai mohabbat ko ibaadat ki nazar se

nafrat ke awamil hamein mayub rahe hain

lamhon ke liye ek nazar un ko to dekho

sadiyon ki salibon pe jo maslub rahe hain

(1022) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain In English By Famous Poet Iqbal Kaifi. Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain is written by Iqbal Kaifi. Read famous Poem Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain for youth and Student by Iqbal Kaifi. Free Download Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain in PDF.