Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_463be302443fab905c07a1fe842785b8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Allah Re Yaadon Ki Ye Anjuman-arai - Iqbal Azeem Poetry In English - Darsaal

Allah Re Yaadon Ki Ye Anjuman-arai

allah re yaadon ki ye anjuman-arai

hanste hue gham-KHane mahki hui tanhai

kuchh talKH haqaeq ne mamul badal Dale

apnon se kam-amezi ghairon se shanasai

ye kaun sa aalam hai afsurda-mizaji ka

gulshan mein bhi virani mahfil mein bhi tanhai

'iqbaal' jidhar dekho zulmat ke pahre hain

aasan-talbi hum ko kis moD pe le aai

(1026) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Allah Re Yaadon Ki Ye Anjuman-arai In English By Famous Poet Iqbal Azeem. Allah Re Yaadon Ki Ye Anjuman-arai is written by Iqbal Azeem. Read famous Poem Allah Re Yaadon Ki Ye Anjuman-arai for youth and Student by Iqbal Azeem. Free Download Allah Re Yaadon Ki Ye Anjuman-arai in PDF.