Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cc3672f8f5b8a65506c40c9ab10c5583, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ye KHauf Kam Hai Mujhe Aur Chamko Jab Tak Ho - Iqbal Ashhar Qureshi Poetry In English - Darsaal

Ye KHauf Kam Hai Mujhe Aur Chamko Jab Tak Ho

ye KHauf kam hai mujhe aur chamko jab tak ho

siyah raat ke sannaTo tum bhi kab tak ho

musafiro kahin tanhaiyan na ban jaana

ki sath ho bhi agar tum to ek sabab tak ho

ye kaj-adai bahut kam nasib hoti hai

tum apne gham mein akele ho phir bhi sab tak ho

jo log lauT ke KHud mere pas aae hain

wo puchhte hain ki 'ashhar' yahin pe ab tak ho

(750) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ye KHauf Kam Hai Mujhe Aur Chamko Jab Tak Ho In English By Famous Poet Iqbal Ashhar Qureshi. Ye KHauf Kam Hai Mujhe Aur Chamko Jab Tak Ho is written by Iqbal Ashhar Qureshi. Read famous Poem Ye KHauf Kam Hai Mujhe Aur Chamko Jab Tak Ho for youth and Student by Iqbal Ashhar Qureshi. Free Download Ye KHauf Kam Hai Mujhe Aur Chamko Jab Tak Ho in PDF.