Two Lines Poetry of Insha Allah Khan 'Insha' - 2 Lines Poetry - Couplets From Insha Allah Khan 'Insha'
Poet Name | Insha Allah Khan 'Insha' |
---|---|
Birth Date | 1753 |
Death Date | 1817 |
Birth Place | Lucknow |
Zamin Se Utthi Hai Ya Charkh Par Se Utri Hai
Ye Ajib Majra Hai Ki Ba-roz-e-id-e-qurban
Us Sang-dil Ke Hijr Mein Chashmon Ko Apne Aah
Subh-dam Mujhse Lipat Kar Wo Nashe Mein Bole
Shaikh-ji Ye Bayan Karo Hum Bhi To Bari Kuchh Sunen
Sanwle Tan Pe Ghazab Dhaj Hai Basanti Shaal Ki
Sanam-khana Jata Hun Tu Mujhko Nahaq
Nazakat Us Gul-e-rana Ki Dekhiyo Insha
Na Lagi Mujhko Jab Us Shokh-e-trahdar Ki Gend
Na Kah Tu Shaikh Mujhe Zohd Sikh Masti Chhod
Na Chhed Ai Nikhat-e-baad-e-bahaari Rah Lag Apni
Maine Jo Kachkacha Kar Kal Unki Ran Kati
Laila O Majnun Ki Lakhon Garche Taswiren Khinchin
Kya Hansi Aati Hai Mujhko Hazrat-e-insan Par
Kuchh Ishaara Jo Kiya Humne Mulaqat Ke Waqt
Khuban-e-rozgar Muqallid Teri Hain Sab
Kate Hain Humne Yunhi Ayyam Zindagi Ke
Kamar Bandhe Hue Chalne Ko Yan Sab Yar Baithe Hain
Jis Ne Yaro Mujhse Dawa Sher Ke Fan Ka Kiya
Jazba-e-ishq Salamat Hai To Insha-allah
Jawe Wo Sanam Brij Ko To Aap Kanhaiya
Hazar Shaikh Ne Dadhi Badhai San Ki Si
Har Taraf Hain Tere Didar Ke Bhuke Lakhon
Hai Nur-e-basar Mardumak-e-dida Mein Pinhan Yun Jaise Kanhaiya
Hai Khaal Yun Tumhaare Chah-e-zaqan Ke Andar
Ghuncha-e-gul Ke Saba God Bhari Jati Hai
Garmi Ne Kuchh Aag Aur Bhi Sine Mein Lagai
De Ek Shab Ko Apni Mujhe Zard Shaal Tu
Dahki Hai Aag Dil Mein Pade Ishtiyaq Ki
Chhedne Ka To Maza Jab Hai Kaho Aur Suno