Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_53f04f47016961bed4d83aa9981979c4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Din Mein Jo Sath Sab Ke Hansta Tha - Inder Saraazi Poetry In English - Darsaal

Din Mein Jo Sath Sab Ke Hansta Tha

din mein jo sath sab ke hansta tha

raat-bhar wo akele rota tha

bas wahi meri aaKHiri shab thi

chand jis raat mujh se ruTha tha

aaKHiri umr tak rahegi yaad

sath jis ke main raat bhiga tha

aur to koi tha nahin shayad

raat ko uTh ke main hi chiKHa tha

jo haqiqat khuli to ye jaana

wo mohabbat nahin tamasha tha

main baDa sang-dil tha yaro jab

dil banane ka mera pesha tha

aur to sare KHush the bas 'indar'

ek bulbul udas baiTha tha

(869) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Din Mein Jo Sath Sab Ke Hansta Tha In English By Famous Poet Inder Saraazi. Din Mein Jo Sath Sab Ke Hansta Tha is written by Inder Saraazi. Read famous Poem Din Mein Jo Sath Sab Ke Hansta Tha for youth and Student by Inder Saraazi. Free Download Din Mein Jo Sath Sab Ke Hansta Tha in PDF.