Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7aa0ba18d5d96a4c1cdef04c637e1b0a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Zamin Bichhai Yahan Aasman Buland Kiya - Inam Nadeem Poetry In English - Darsaal

Zamin Bichhai Yahan Aasman Buland Kiya

zamin bichhai yahan aasman buland kiya

phir us ne ek sitare ko arjumand kiya

ajib rasta khulta chala gaya mujh par

jab ek raat dar-e-KHwab main ne band kiya

pukarte the mujhe aasman magar main ne

qayam karne ko ye KHak-dan pasand kiya

ajib baat thi ab ke mubarazat mein 'nadim'

ki mujh ko meri hazimat ne fath-mand kiya

(892) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Zamin Bichhai Yahan Aasman Buland Kiya In English By Famous Poet Inam Nadeem. Zamin Bichhai Yahan Aasman Buland Kiya is written by Inam Nadeem. Read famous Poem Zamin Bichhai Yahan Aasman Buland Kiya for youth and Student by Inam Nadeem. Free Download Zamin Bichhai Yahan Aasman Buland Kiya in PDF.