Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_90e0bd65f02a0f5628479a92756dc7d7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hamein To Intizari Aur Hi Thi - Inam Nadeem Poetry In English - Darsaal

Hamein To Intizari Aur Hi Thi

hamein to intizari aur hi thi

magar baad-e-bahaari aur hi thi

sambhalta kya sambhaale se tumhaare

ki dil ko be-qarari aur hi thi

thi mere KHwab se bahar bhi duniya

magar sari ki sari aur hi thi

sabhi kuchh tha hamare dil ke bas mein

magar be-iKHtiyari aur hi thi

hamara dil koi shisha nahin tha

par ab ke sang-bari aur hi thi

jiye garche isi duniya mein hum bhi

magar duniya hamari aur hi thi

(743) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hamein To Intizari Aur Hi Thi In English By Famous Poet Inam Nadeem. Hamein To Intizari Aur Hi Thi is written by Inam Nadeem. Read famous Poem Hamein To Intizari Aur Hi Thi for youth and Student by Inam Nadeem. Free Download Hamein To Intizari Aur Hi Thi in PDF.